Khana Badosh song by Jokhay from Primary Album Khana-badosh. The music is composed and produced by Joel. Genre is Desi Hip-Hop, Hip-Hop, Rap music. The Record company is unknown. Released on October 2, 2020.
The video content came from: Youtube
Khana Badosh Meaning
[[Verse 1: JJ47] Dil hai zakhmi, kaisay mujhe Marz chorey Yeh khushi ko tarsey, aur mujhe nahi dard chorey Maa boli beta baney hafiz dars chorey Parha kro sunatien, aur maine yaha farz chorey Jitna agey barha logo sey hain gharz chorey Parah na QURAN maine pesh zer zabar chorey Zindagi GTA, bina cheat codes kay Leave me alone, maine kaam sarey kar chorey 10 Saal maine 5 apney ghar chorey Janey kya! sb kuch kia kis ki khatir Mera koi nahi thikana! Punjabi bhi ho kay main lagta Mahajir Yeh ha Zahir, khelti hai khel dunya Fuck being legend, I die young rather Aukaat ki Aur zaat ki baat karun baad main Pao kesay phelata, jab thi hi na chadar Haan mana Aesa kaamo main to thora hota risk wisk Seedha banda seedhey batien nahi hoti tricks wricks Raatie jaagun beats dhondoon gaanay likhun Subha uth ke call karun Jokhay ganey kardey mix wix Sab hi mujhse uper to phir kesay conflicts Music krun apney liye, nahi views clicks Kitni fans mere DM main slide karein Imma one woman man, fuck you all side chicks , Jigar! Yeh industry teri sagi na Jigar! Soyi Kismat abhi jagi na Tujhe lagey tera ab sahi sab sahi Shukar kr khuda ka abhi chaut tujhe lagi na Hasil hai in cheezon sey Kya hasil hai Qatil hai, Jay Khud ka Qatil hai Log dekhu agey barhey seerhey charey Aur judge karun Khud ko, Kya Jay kitna Qabil hai? Aaa miley! Mujhse log kitney aa miley Galay lagey sath chaley jaisa maa miley Jaa miley tujhe acha hi silah miley Fehrist burai ki aur Jay bhi us main shamil hai [Chrous: Jokhay & Talhah Yunus] Kab tak leke chalun seeney mein ye bojh mein Bina nashay k bhi rehta hun madhosh mein Kho raha hosh mein dooba gehri soch mein Badalta thikaanay jese hun Khana Badosh mein Kab tak larun apnay aap se yun roz mein Ghalat faisle na lelun kaheen josh mein Kho raha hosh mein dooba gehri soch mein Badalta thikaanay jese hun Khana Badosh mein , [Verse 2: Nabeel Akbar] Samajh nhi aaraha ke mein phasa hua kesi jaga Dhoonde sahaara dil ye deraha khud ko kesi saza Hasrat bhari nigaahein, dard mein bhi muskurayein Kho chukay hein lafz jese likhraha mein pehli dafa Meri jaga, rakh ke dekh tu apnay aap ko Paida hotay hee kho dia jisne baap ko Maa meri jannat jiske liye karta mein mannat Jeete ji mein har khushi ab apni dena chahta aap ko Tere ilawa mera iss dunya mein thaa hee kon Aj mjhko chahnay waalay maanein apna icon Dekh waqt badal raha ye nahi raha pehla jesa Fikar ni kar maa ab sab se larlega khud tera beta Haan mein badal chuka mein pehle bilkul esa nai tha Nhi ziyada parh saka paas parhney keliye paisa nhi tha Phir bhi mein behtar tujhse, dartay kaafi rapper mujhse Paas tere sab kuch bus ye jigra meray jesa nhi tha Music ka shoq tha tabh par ye mera pesha nhi tha Ab yehi shoq mera badalgya deewangi mein Hasi khushi dene keliye raazi apni jaan bhi mein Aaj bhi jeeraha zindagi apni saadgi mein Aaj bhi mein yaad karun guzray huay saathi Gham o khushiyan jinse baanti, raatein achi buri kaati Mere hissay kia maalik likhi sirf barbaadi Ya mein baaton pe zara si, phir se horaha jazbaati Ab aake laray mjhse kisi mein nai tappar Jitne marzi laa akela bhaari hu mein sab par Kisi muqaable se hata nahi peeche kabhi Mein Nabeel Akbar Sher wo bhi babbar , [Chrous: Jokhay & Talhah Yunus] Kab tak leke chalun seeney mein ye bojh mein Bina nashay k bhi rehta hun madhosh mein Kho raha hosh mein dooba gehri soch mein Badalta thikaanay jese hun Khana Badosh mein Kab tak larun apnay aap se yun roz mein Ghalat faisle na lelun kaheen josh mein Kho raha hosh mein dooba gehri soch mein Badalta thikaanay jese hun Khana Badosh mein [Verse 3: Talha Anjum] Zikar bhi kya uss se bhalla mera Uss se rishta hi kya raha mera Aaj mujh ko bohat bura keh kar Aap ne naam tou liya mera Aakhri baat hai tumse kehna Yaad rakhna tum yeh kaha mera Ab tou kuch bhi nahi hoon mein waisay Kabhi woh bhi tha mubtalla mera Ab paisa peer, nasha kamaan, paisa teer Aur kaisa pyaar, kaise yaar aur kaise veer Ab na hain ranjhay, na laila aur na koi heer Ab mein khanabadosh, hustle ki hai mundeer Wo sunke mujhay hojatay hain abdeeda Tu larka tha larakpan mein beta aadmi tha I broke your back, i smoke a bag I break your leg, i take your life No remorse so fuck your fam And fuck your fame and fuck your fans The fuck you saying? The fuck who cares? Fuck your sides and fuck your mains Fuck your calls and fuck your plan I got it all, mein dhoondta chaen Karachi King zarurat nai Taj ki Meri kal ki hustle jo asaani lagay aaj ki Shaheen hu mein Kabhi gira na Aur gir ke utha tou phir urnay se mein darra na Smoke trees bila naaga badal mera sirhana Kaun kitnay pani mein tha phir bhi uss mein taira na [Chrous: Jokhay & Talhah Yunus] Kab tak leke chalun seeney mein ye bojh mein Bina nashay k bhi rehta hun madhosh mein Kho raha hosh mein dooba gehri soch mein Badalta thikaanay jese hun Khana Badosh mein Kab tak larun apnay aap se yun roz mein Ghalat faisle na lelun kaheen josh mein Kho raha hosh mein dooba gehri soch mein Badalta thikaanay jese hun Khana Badosh mein] |
Common queries
- Who produced the lyrics for Khana Badosh?
This lirics prodiucer by Jokhay.
- Who is the songwriter behind this hit single? Khana Badosh
Khana Badosh lyrics is written by Jokhay, Talha Anjum, Nabeel Akbar, Talhah Yunus & JJ47
- Who is credited as the featured artist on Khana Badosh?
The featured artist in the Khana Badosh lyrics is Talhah Yunus, Talha Anjum, Nabeel Akbar & JJ47