Khafa song by Jokhay from Primary Album Khana-badosh. The music is composed and produced by Joel. Genre is Desi Hip-Hop, Rap music. The Record company is unknown. Released on October 21, 2020.
The video came from: Youtube
Khafa Meaning
[[Hook: Talhah Yunus & Jokhay] Kon hai tu , mujh ko bata Kon hai tuuuu, tu nai Khuda Kiun mujhse duur , kiaaa tu khafa Kon haii tu, mujh ko bata [Verse 1: Talhah Yunus] Mai dunya se naraaaz bhai, rakhe raaaz nai koi aaj mai furbaash bhai Dil mai rakhen batt nai, ye lafz shyad aj pac nai, hatho hath ganay likhu rehte mujhe yaad nai Urdu rap nazar band mujh pe aaj bhi Mere liye kiu tu aaj bhi raaaten jaagti Tu hi raaz jana, tu hi meri ajizi Karne aya baat cheet, kahani bari dark thi Phir bhi shine kare bhai jese Diamond Tu Rihanna jese deti mujhe Time kam Qaim hum, kiun lagaen jaa ke Time Bomb Lafz tor deta kese parengay phir rhymes kam Mere aagay kiun likharion k mind band Mere aagay saaray labelon ki grind kam Jis bhi gaanay pe ajata woh rewind par Aaj bhi kehta hu maine music ko dia time kam Kandhay pе bhoj, tanha betha mai tha sochraha Gaanay likhu roz ke ya jorun jaa ke notе chaar Parhle beta saving pe chalrahay hum berozgaar Chora apna ghar, apna shehr, apne dost yaar School maara bunk, Jokhay milne ata road paar Dhabay walay tung, kha ke bhaagay bhi thay bohat baar Tamashay ki umeed se na ana meri maut par Rozi roti dene wala rabb, kiun le koi shortcut , Dunya se seekhta reh chora apne shauq nahi Karna tha HipHop par yahan chale sirf Pop bhaiii Khud bechogay passes tab jaa ke milta tha slot bhai Mehnat k balboota aj yahan pe kharaa, chonk nai Liye thay jo shots woh chanda barae HipHop, real talk, mere baray ziada bhonk nai On the rocks, trending charts k ab Top pe hum gaanay daalen bina promotion ke yehi ab nokri Kamyaabi flex karu rhymes ki ye tokrii Gaanay sun ke baawli, sambhaal apni chokri Hum bewafa nai bawafa hain tabhi dunya tok rahi Khana badosh mai, koi sarhad kese rokti Mai nai zamanay se, jana ye hai zamana mera Khuda ka mehmaan, tere shehr bhi ho ana mera Artist tou martay hain yahan rozana Meri maut k maatam mai ussi raat niklega naya tarana mera [Hook: Talhah Yunus & Jokhay] Kon hai tu , mujh ko bata Kon hai tuuuu, tu nai Khuda Kiun mujhse duur , kiaaa tu khafa Kon haii tu, mujh ko bata [Verse 2: JJ47] Der raat! Be chain! Utha bistar sey Puhancha studio aur krney hisaab betha Kai baney rizla aur le Kay sharab betha Totay kitney ajjtk yeh ginney main khuwab betha Farq parey kya bachi hui hasrat sey Sochta main kasrat sey dhondney jawab betha Sawalon kay Hal miley mujhe shayari main Lafz itney likhey jaisay likhney kitaab betha , Kya main asli hun! Kya main jaali hun Kya main Ilam ka khazanan ya khali hun Kya faiz hun ya shyari misali hun Kya main khusrau, Patras ya Hali hun Kya main nashey main akhon Ki lali hun Mu sey jo nikli ghussey main Gali hun Kya main Basta dilon main Hun sbkey Kaan taras Gaye jo sunney ko wo Taali hun Lakin Kabhi kabhi Lagey jaisay idhar sabhi Katney ko dhondtey jo par they barhey hi nahi Tabhi abhi abhi! Ankhien nechey awaz dabi Aesa Lagey Hun khud k hum kabhi liye larey hi nahi Kaisay haar manu! Kaisay janey dun main Beshak sath mere mere log kharey hi nahi Ajj beejh Boyega to kal pait bharey Paird kaisay phal dey jiski jarien hi nahi Ankhie bund sochie cho rahi asmaan Aur main ass main k tu qismat awaz degi Main kaisey uthon roz larun dunya sey Jab adat pari hui bistar pe nashtey ki To hustle Sila khaak degi To hustle andhera main kya chirag degi To hustle krney sey kabhi thaktey nahi ajj bhi To hustle meri salon saal sath degi , Aazma ley jitney atey tujhe tautkay Aik baar mu jo phera phir nahi ata laut kay Main tu idhar hi rahon! ye Jaisey jageer meri Girney sey darien na Jo aadi bari chaut kay Mujhse bat krna soch kay! Main waqat sahey achey burey roz kay Lashien pari dekhi sidon pe road kay Hum to musafir baney phirtey hain Maut kay Sada baney! mera dard meri kalaa baney Main agar zakhmi to ganey mere dawa baney Urey hawa baney! Kon kis ka bhala baney! Jo jiski hustle krey usi ki to Jaga baney Kesay Shair meri shayari main shafa baney Kaatney ko Dorey yaha kon kis ka saga baney Lafz itney aatish! Jalney ki Waja baney Mere marney baad mere geet mera Gawa baney [Hook: Talhah Yunus & Jokhay] Kon hai tu , mujh ko bata Kon hai tuuuu, tu nai Khuda Kiun mujhse duur , kiaaa tu khafa Kon haii tu, mujh ko bata] |
Common queries
- Who produced the lyrics for Khafa?
This lirics prodiucer by Jokhay.
- Can you name the individual who created this track? Khafa
Khafa lyrics is written by JJ47, Jokhay & Talhah Yunus
- Who is credited as the featured artist on Khafa?
The featured artist in the Khafa lyrics is JJ47 & Talhah Yunus