Feeling Of Pensive Sadness song by JANI from Primary Album Album not found. The music is composed and produced by Joel. Genre is Lyrical Poetry, Desi Hip-Hop, Urdu music. The Record company is unknown. Released on None.
video was originally posted on: Youtube
Feeling Of Pensive Sadness Meaning
[[Verse 1] Mai dard hun, tu meri dawa hai na Aankho me dekhke puch lu, humse khafa hai na? Wo kahe badlihaz badmijaz ho tum Durr hi sahi mujhe khud sa hi mat bana dena Khate ye na thokar hoti na ye amaade Meri khamoshiyan toofan ki alamat hai Na jaane ye kya sitam dhate ho Ab har din apne aap hi qayamat hai Ab zindagi se gila bhi toh kya kare Bhatke musafir khud ke khair ki dua kare Hum dard pe likhe toh ye gunaah kare Ajeeb hai hum, chhode dafa kare [Chorus] Lage koi ni hai paas mere Dikhe na kuch khaas chehre Kaabu ni jazbaat mere (Oon-oon-ooh) Kabhi lage sab khade saath mere Mar gaye ahsaas mere Chipe wo alfaaz tere (Oon-oon-ooh) Ye kalam maushiyai hai Ye khyalo me parchayi hai Unnwan doon margan hai ke (Oon-oon-ooh) Ek umeed jo lagayi hai Ye kaisi bewafai Tumne dekha tak na jaate huye (Oon-oon-oo-ohh) , [Refrain] Ooh-ooh Oon-o-o-ooh Oon-o-o-ooh Oon-ooh-oo-ooh Oon-oon-ooh Oon-o-o-ooh Oon-o-o-ooh Oon-ooh-oo-ooh [Verse 2] Young dumb broken, aur thode sad bhi Mai baitha bharu kagaaz, everytime she broke me Gidgidaya par baat suni na gayi ek bhi Koi kehde usse, I’ve belongs to her take me Kyun likhta hun ye taklife hairaan wo (Hairaan wo) Nakaam hum, pareshaan wo (Pareshan wo) Meri shayari ka ban baithe un’waan wo Wo kabhi samajh hi na sake iss insaan ko (Iss insaan ko)] |